ajnabi
jis raat nahīñ aatā huuñ maiñ, mere ghar meñ hotā hai koī
is bistar par sotā hai koī
is kamre kī dahlīz par sar rakh kar rotā hai koī
ye chhup chhup kar rone vaalā apnī hī tarah mahrūm na ho
maġhmūm na ho, mazlūm na ho
mumkin hai use bhī chhup chhup kar rone kā sabab ma.alūm na ho
jis raat nahin aata hun main, mere ghar mein hota hai koi
is bistar par sota hai koi
is kamre ki dahliz par sar rakh kar rota hai koi
ye chhup chhup kar rone wala apni hi tarah mahrum na ho
maghmum na ho, mazlum na ho
mumkin hai use bhi chhup chhup kar rone ka sabab malum na ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.