anDa
ye
ek anDā hai
kitnī mushābahat hai
is meñ aur ham meñ
is ke andar
ek se zaa.id rañg
chhupe hue haiñ
lekin sirf ek rañg
is ko
mazbūtī se thāme hue hai
kahne ko mazbūt par itnā nāzuk
ki kisī ham-zāt se bhī Takrā kar
bikhar jaa.e
aur apnā vajūd kho baiThe
ye
ek anDa hai
kitni mushabahat hai
is mein aur hum mein
is ke andar
ek se zaid rang
chhupe hue hain
lekin sirf ek rang
is ko
mazbuti se thame hue hai
kahne ko mazbut par itna nazuk
ki kisi ham-zat se bhi Takra kar
bikhar jae
aur apna wajud kho baiThe
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.