andar ki tanhai
apne ghar se us ke ghar tak
rasta saarā jal-thal thā
us ke ghar meñ yuuñ lagtā thā
ḳhushiyāñ raqs-kunāñ hoñ jaise
jīvan ke sab rang vahāñ the
lekin ham jab lauT ke aa.e
saath apne hairānī laa.e
haath pakaḌ kar baiThne vaalā gaal pe thapkī dene vaalā
lab muskān sajāne vaalī har pal dil ko lubhāne vaalī
yuuñ lagtā thā ek haiñ donoñ
lekin andar kī tanhā.ī kā sannāTā chīḳh rahā thā
apne ghar se us ke ghar tak
rasta sara jal-thal tha
us ke ghar mein yun lagta tha
KHushiyan raqs-kunan hon jaise
jiwan ke sab rang wahan the
lekin hum jab lauT ke aae
sath apne hairani lae
hath pakaD kar baiThne wala gal pe thapki dene wala
lab muskan sajaane wali har pal dil ko lubhane wali
yun lagta tha ek hain donon
lekin andar ki tanhai ka sannaTa chiKH raha tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.