apna shahr
ye shahr apnā
ajab shahr hai ki
rātoñ meñ
saḌak pe chaliye to
sargoshiyāñ sī kartā hai
vo lā ke zaḳhm dikhātā hai
rāz-e-dil kī tarah
darīche band
gul chup
niDhāl dīvāreñ
kivāḌ mohr-ba-lab
gharoñ meñ mayyateñ Thahrī huī haiñ barsoñ se
kirā.e par
ye shahr apna
ajab shahr hai ki
raaton mein
saDak pe chaliye to
sargoshiyan si karta hai
wo la ke zaKHm dikhata hai
raaz-e-dil ki tarah
dariche band
gul chup
niDhaal diwaren
kiwaD mohr-ba-lab
gharon mein mayyaten Thahri hui hain barson se
kirae par
- Bisat-e-Raqs
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.