Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apni aag mein

Farooq muztar

apni aag mein

Farooq muztar

MORE BYFarooq muztar

    meñ...!

    barf se Dhakī chaTTān se phisal phisal gayā

    (machal gayā)

    maiñ lamha lamha

    ik jahannamī talab meñ mubtalā

    had-e-nigāh

    din kaalī khaa.ī tak phisal gayā

    āftāb

    apnī aag ke hisār meñ pighal gayā

    duā haath jal gayā

    mein!

    barf se Dhaki chaTTan se phisal phisal gaya

    (machal gaya)

    main lamha lamha

    ek jahannami talab mein mubtala

    had-e-nigah

    din ki kali khai tak phisal gaya

    aaftab

    apni aag ke hisar mein pighal gaya

    dua ka hath jal gaya

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now