apni apni boliyan
kavvā bole kaaoñ kaaoñ
billī kartī myā.un myā.un
murġhā bole kūkḌūñ kuuñ
chiḌiyā kartī chuuñ chuuñ chuuñ
aur kabūtar gaḌhoñ goñ
meñDak Tar Tar karte haiñ
jheñgur reñ reñ karte haiñ
gayyā bhiiñ bhiiñ kartī hai
bakrī meñ meñ kartī hai
tuutī Teñ Teñ kartī hai
ghoḌā hin hin kartā hai
machchhar bhin bhin kartā hai
bandar ḳhū ḳhe ḳhāoñ ḳhāoñ
kuttā bhauñke bhāoñ bhāoñ
kavvā bole kaaoñ kaaoñ
kawwa bole kaon kaon
billi karti myaun myaun
murgha bole kukDun kun
chiDiya karti chun chun chun
aur kabutar gaDhon gon
meinDak Tar Tar karte hain
jhengur ren ren karte hain
gayya bhin bhin karti hai
bakri mein mein karti hai
tuti Ten Ten karti hai
ghoDa hin hin karta hai
machchhar bhin bhin karta hai
bandar KHu KHe KHaon KHaon
kutta bhaunke bhaon bhaon
kawwa bole kaon kaon
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.