asrar
alfāz kī
duur duur tak phailī huī
ḳhūb-sūrat aur dil-fareb vādiyoñ meñ
mere ehsāsāt ke
pukāre hue
mā’nī guuñj guuñj kar rah ga.e
phir bhī
chand mu’ammar tamāsh-bīñ
bāham sargoshī karte hue
ek dūsre se kuchh pūchh rahe haiñ
alfaz ki
dur dur tak phaili hui
KHub-surat aur dil-fareb wadiyon mein
mere ehsasat ke
pukare hue
ma’ni gunj gunj kar rah gae
phir bhi
chand mu’ammar tamash-bin
baham sargoshi karte hue
ek dusre se kuchh puchh rahe hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.