asrar bahut hain
dīvār-e-junūñ se lag kar ronā
apnā hī nauha dar-o-dīvār se kahnā
pāgal-pan ke āsār bahut haiñ
kahte nahīñ lekin talabgār bahut haiñ
yaqīñ maano ham bīmār bahut haiñ
tū hai to bhī dil ke āzār bahut haiñ
aur dil-e-pechīda ke asrār bahut haiñ
diwar-e-junun se lag kar rona
apna hi nauha dar-o-diwar se kahna
pagal-pan ke aasar bahut hain
kahte nahin lekin talabgar bahut hain
yaqin mano hum bimar bahut hain
tu hai to bhi dil ke aazar bahut hain
aur dil-e-pechida ke asrar bahut hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.