asrar-e-KHamushi
nigār-e-getī ke pairahan par
ajiib dhabbe se paḌ rahe haiñ
shikasta dīvār jis tarah se
fasurda saa.e banā rahī ho
muhīb zulmat
ajiib maqtal
na jaane asrār-e-ḳhāmushī meñ
hujūm-e-vahshat kī tīrgī meñ
ugegā kab āgahī kā sūraj
nigar-e-geti ke pairahan par
ajib dhabbe se paD rahe hain
shikasta diwar jis tarah se
fasurda sae bana rahi ho
muhib zulmat
ajib maqtal
na jaane asrar-e-KHamushi mein
hujum-e-wahshat ki tirgi mein
ugega kab aagahi ka suraj
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.