Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ba-KHabari

Mohammad Aazam

ba-KHabari

Mohammad Aazam

MORE BYMohammad Aazam

    sukūt-e-āb meñ

    ik be-ḳhabar machhlī

    kisī be-mehr kāñTe ko nigal kar

    juuñ sat.h-e-āb se

    udhar uTh aatī hai

    taḌaptī hai

    to us ke saath

    har bā-ḳhabar machhlī samajhtī hai

    ki us ke ek sāthī ko

    kisī dīvāngī ne aa dabochā hai

    sukut-e-ab mein

    ek be-KHabar machhli

    kisi be-mehr kanTe ko nigal kar

    jun hi sath-e-ab se

    udhar uTh aati hai

    taDapti hai

    to us ke sath ki

    har ba-KHabar machhli samajhti hai

    ki us ke ek sathi ko

    kisi diwangi ne aa dabocha hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now