barish
kal bhī bārish huī thī
aaj bhī bārish hogī
aur phir
khokhlī azmateñ
paidal chaltī hasratoñ par
kīchaḌ uchhālte hue
havā kī tarah guzar jā.eñgī
ārāsta dukāneñ
ye tamāshā dekheñgī
aur hañseñgī
kal bhi barish hui thi
aaj bhi barish hogi
aur phir
khokhli azmaten
paidal chalti hasraton par
kichaD uchhaalte hue
hawa ki tarah guzar jaengi
aarasta dukanen
ye tamasha dekhengi
aur hansengi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.