ammī kahtīñ khel na khelo ghar ke kaam meñ haath baTāo
abbū kahte paḌhne baiTho T-V meñ mat vaqt gañvāo
ammī kahtīñ bargar chhoḌo ghar kī sabzī roTī khaao
abbū kahte apne darje meñ kam az kam avval aao
ammī kahtīñ bārish meñ mat bhīgo ḳhud ko ḳhuub bachāo
abbū kahte duudh piyo aur book le kar bistar par jaao
pyāre bachpan jaao yahāñ par daal nahīñ galne vaalī
un donoñ ke aage merī ek nahīñ chalne vaalī
ammi kahtin khel na khelo ghar ke kaam mein hath baTao
abbu kahte paDhne baiTho T-V mein mat waqt ganwao
ammi kahtin bargar chhoDo ghar ki sabzi roTi khao
abbu kahte apne darje mein kam az kam awwal aao
ammi kahtin barish mein mat bhigo KHud ko KHub bachao
abbu kahte dudh piyo aur book le kar bistar par jao
pyare bachpan jao yahan par dal nahin galne wali
un donon ke aage meri ek nahin chalne wali
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.