bad-gumani
jo ho sake to ek roz
e'tibār ke azaab se guzār de mujhe
ki ehtimāl aur hai
sifar nahīñ to phir sifar se jañg kyā
ḳhudā ke vāste mujhe batā
agar kisī kā intizār hī na thā
to saarī umr kis ke intizār meñ guzar ga.ī
jamāl-ḳhāñ-achak-za.ī
merā savāl aur hai
jo ho sake to ek roz
e'tibar ke azab se guzar de mujhe
ki ehtimal aur hai
sifar nahin to phir sifar se jang kya
KHuda ke waste mujhe bata
agar kisi ka intizar hi na tha
to sari umr kis ke intizar mein guzar gai
jamal-KHan-achak-zai
mera sawal aur hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.