badlao
bajā hai ki
bārishoñ se pahle bhī
udaas thā jañgal
aur ab bhī hai
jab ho chukī hai
bārish
lagtā hai
Thahar gayā hai
mausam andar kā
ho ga.ī hai
jāmid
samā.at aur basārat
dekhte sunte hue bhī jo
nazar aatā nahīñ hai
badlāo
baja hai ki
barishon se pahle bhi
udas tha jangal
aur ab bhi hai
jab ho chuki hai
barish
lagta hai
Thahar gaya hai
mausam andar ka
ho gai hai
jamid
samaat aur basarat
dekhte sunte hue bhi jo
nazar aata nahin hai
badlao
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.