Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

be-chehra aadmi

Saleem Ansari

be-chehra aadmi

Saleem Ansari

MORE BYSaleem Ansari

    vo apnī gardan pe

    merā chehra lagā ke ḳhush hai

    magar

    use kuchh ḳhabar nahīñ hai

    ki jab ragoñ se rageñ na mil pā.eñgī

    to kaise

    in meñ lahū banegā

    wo apni gardan pe

    mera chehra laga ke KHush hai

    magar

    use kuchh KHabar nahin hai

    ki jab ragon se ragen na mil paengi

    to kaise

    in mein lahu banega

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now