Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

be-nawa hain ki tujhe saut-o-nawa bhi di hai

Ada Jafarey

be-nawa hain ki tujhe saut-o-nawa bhi di hai

Ada Jafarey

MORE BYAda Jafarey

    be-navā haiñ ki tujhe saut-o-navā bhī hai

    jis ne dil toḌ diye us ko duā bhī hai

    vo jo tūfāñ ko safīna kabhī sāhil samjhe

    yūrish-e-qatra-e-shabnam se ḳhafā kyā hoñge

    ek baar aur hisāb-e-dil-o-dildār karo

    naqd-e-jāñ nazr huī jins-e-yaqīñ le ke chalo

    hajla-e-nāz se aate haiñ bulāve ab ke

    āḳhirī baar chalo āḳhirī dīdār karo

    be-nawa hain ki tujhe saut-o-nawa bhi di hai

    jis ne dil toD diye us ko dua bhi di hai

    wo jo tufan ko safina kabhi sahil samjhe

    yurish-e-qatra-e-shabnam se KHafa kya honge

    ek bar aur hisab-e-dil-o-dildar karo

    naqd-e-jaan nazr hui jins-e-yaqin le ke chalo

    hajla-e-naz se aate hain bulawe ab ke

    aaKHiri bar chalo aaKHiri didar karo

    Source :
    • Book : Gazalan Tum to waqif ho (Pg. 90)
    • Author : Ada Jafri
    • Publication : Galib Publishers, Lahore (1982)
    • Edition : 1982
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now