Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

be-sar-o-samani

Masood Tanha

be-sar-o-samani

Masood Tanha

MORE BYMasood Tanha

    bārishoñ ke thamne se

    ḳhvāhisheñ machaltī haiñ

    sard sard mausam meñ

    ghar se kam nikalte haiñ

    be-amān logoñ

    manzileñ nahīñ hotīñ

    rāste dikhāne ko

    rāhbar nahīñ hote

    muflisī ke jangal meñ

    kaun saath detā hai

    barishon ke thamne se

    KHwahishen machalti hain

    sard sard mausam mein

    ghar se kam nikalte hain

    be-aman logon ki

    manzilen nahin hotin

    raste dikhane ko

    rahbar nahin hote

    muflisi ke jangal mein

    kaun sath deta hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now