behtarin din
roz phuul toḌ kar
mez par sajā diye
sub.h tum ko ḳhat likhe
shaam ko jalā diye
ḳhvāb ik frame meñ
kiil se lagā diye
ghar kī sīḌhiyoñ se saare
ā.īne girā diye
jitne giit yaad the
kyā kaheñ bhulā diye
ham ne behtarīn din
bas yūñhī gañvā diye
roz phul toD kar
mez par saja diye
subh tum ko KHat likhe
sham ko jala diye
KHwab ek frame mein
kil se laga diye
ghar ki siDhiyon se sare
aaine gira diye
jitne git yaad the
kya kahen bhula diye
hum ne behtarin din
bas yunhi ganwa diye
- Book : saarii nazmen (Pg. 768)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.