bhaarat mata
dhartī jo ham ko detī ann
vahī to hai bhārat kā dhan
sonā ugle apnī dhartī
barse umaD umaD kar har ghan
lahrā.e jhanDā ye tirañgā
gaate jaa.eñ ham jan man gan
desh kā mere naam ho ūñchā
chāhe bhārat kā har ik jan
bhārat maatā kī jai boleñ
is par vāreñ apnā tan-man
dharti jo hum ko deti ann
wahi to hai bhaarat ka dhan
sona ugle apni dharti
barse umaD umaD kar har ghan
lahrae jhanDa ye tiranga
gate jaen hum jan man gan
desh ka mere nam ho uncha
chahe bhaarat ka har ek jan
bhaarat mata ki jai bolen
is par waren apna tan-man
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.