bhul
nādānī meñ kaise kaise
ḳhvāb suhāne dekhe the
maiñ samjhī thī
chāhat ke ye naate jānāñ
sab rishtoñ se afzal hoñge
haañ lekin vo ḳhvāb thā aisā
jis kī tū ta.abīr nahīñ thā
jīvan kī tafsīr nahīñ thā
nadani mein kaise kaise
KHwab suhane dekhe the
main samjhi thi
chahat ke ye nate jaanan
sab rishton se afzal honge
han lekin wo KHwab tha aisa
jis ki tu tabir nahin tha
jiwan ki tafsir nahin tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.