bike abhawon ke hathon
man bechāra ek-vachan
lekin
dard hazār-gune
chāñdī kī chammach le kar
janme nahīñ hamāre din
añdhiyārī rātoñ ke ghar
rah aa.e bhāvuk-pal chhin
chandā se sau bāteñ kiiñ
sūraj ne jab ghāteñ kiiñ
kintū ek nakkar-gah meñ
tuutī kī dhvanī
kaun sune
bike abhāvoñ ke hāthoñ
sapne khel-batāshoñ ke
bhare nukīle shūloñ se
āñgan
khel tamāshoñ ke
kuchh ko chūhe kaaT ga.e
kuchh ko jheñgur chaaT ga.e
na.e na.e sañkalpoñ ke
jo bhī ham ne jaal bune
man bechaara ek-wachan
lekin
dard hazar-gune
chandi ki chammach le kar
janme nahin hamare din
andhiyari raaton ke ghar
rah aae bhawuk-pal chhin
chanda se sau baaten kin
suraj ne jab ghaten kin
kintu ek nakkar-gah mein
tuti ki dhwani
kaun sune
bike abhawon ke hathon
sapne khel-batashon ke
bhare nukile shulon se
aangan
khel tamashon ke
kuchh ko chuhe kaT gae
kuchh ko jhengur chaT gae
nae nae sankalpon ke
jo bhi hum ne jal bune
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.