Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

billi ki shadi

MORE BYMohammad Shafiuddin Nayyar

    billī is shādī

    haal suno munne-bhayyā

    dūlhā aur barātī the

    dūlhā ke sab sāthī the

    Dham Dham bajtī thī Dholak

    Dham Dham Dham Dhammak Dhammak

    bille Dhol bajāte the

    chūhe gaanā gaate the

    dham dham gole chhuTte the

    phuul havā meñ luTte the

    kaisā dhūm-dhaḌakkā thā

    kaisā dhakkam-dhakkā thā

    dūlhā hāthī par chaḌh kar

    aayā dulhan ke ghar par

    chāñd mukhḌā dulhan

    māthe par us ke Tiikā

    khānā ḳhuub maze thā

    kyā batlā.eñ kyā kyā thā

    pakvān aur miThā.ī thī

    barfī duudh malā.ī thii!

    qāboñ meñ thā gosht bharā

    sab ne vo DaT kar khāyā

    aan na.ī thī shādī

    shaan na.ī thī shādī

    billi ki is shadi ka

    haal suno munne-bhayya

    dulha aur baraati the

    dulha ke sab sathi the

    Dham Dham bajti thi Dholak

    Dham Dham Dham Dhammak Dhammak

    bille Dhol bajate the

    chuhe gana gate the

    dham dham gole chhuTte the

    phul hawa mein luTte the

    kaisa dhum-dhaDakka tha

    kaisa dhakkam-dhakka tha

    dulha hathi par chaDh kar

    aaya dulhan ke ghar par

    chand sa mukhDa dulhan ka

    mathe par us ke Tika

    khana KHub maze ka tha

    kya batlaen kya kya tha

    pakwan aur miThai thi

    barfi dudh malai thi!

    qabon mein tha gosht bhara

    sab ne wo DaT kar khaya

    aan nai thi shadi ki

    shan nai thi shadi ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now