Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kab tak

Fahmida Riaz

kab tak

Fahmida Riaz

kab tak mujh se pyaar karoge

kab tak?

jab tak mere rahm se bachche taḳhlīq ḳhuun bahegā

jab tak merā rañg hai taaza

jab tak merā añg tanā hai

par is ke aage bhī to kuchh hai

vo sab kyā hai

kise pata hai

vahīñ ek musāfir maiñ bhī

anjāne shauq baḌā hai

par tum mere saath na hoge tab tak

How long?

kab tak mujh se pyar karoge

kab tak?

jab tak mere rahm se bachche ki taKHliq ka KHun bahega

jab tak mera rang hai taza

jab tak mera ang tana hai

par is ke aage bhi to kuchh hai

wo sab kya hai

kise pata hai

wahin ki ek musafir main bhi

anjaane ka shauq baDa hai

par tum mere sath na hoge tab tak

How long?

Source :
  • Book : Jalta Hai Badan (Pg. 104)
  • Author : Zahid Hasan
  • Publication : Apnaidara, Lahore (2002)
  • Edition : 2002

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now