Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bolti paheli

Muzaffar Hanfi

bolti paheli

Muzaffar Hanfi

MORE BYMuzaffar Hanfi

    harā samundar

    gopī-chandar

    duniyā bhar Dibiya ke andar

    chiin se bāteñ

    'maddū' se 'nasrīn' se bāteñ

    gardan meñ

    laTkī rahtī hai

    kānoñ se lipTī rahtī hai

    roaming achchhī

    search bahut hai

    lekin is meñ ḳharch bahut hai

    hara samundar

    gopi-chandar

    duniya bhar Dibiya ke andar

    chin se baaten

    'maddu' se 'nasrin' se baaten

    gardan mein

    laTki rahti hai

    kanon se lipTi rahti hai

    roaming achchhi

    search bahut hai

    lekin is mein KHarch bahut hai

    Source:

    kamaan(sheri kulliyat (jild avval) (Pg. 446)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now