bulbulon ke mahl
qaid haiñ jin meñ shām-o-sahar
jis ne rakkhā qadam
ban gayā sañg-e-dar
kaun guzrā hai is raah se be-ḳhatar
aur un se pare
bādaloñ meñ ghire
kohsāroñ ke phaile hue silsile
fāsle fāsle
ek taa.ir kī parvāz-e-be-justujū
ek āvāz bhaTkī huī kū-ba-kū
qaid hain jin mein sham-o-sahar
jis ne rakkha qadam
ban gaya sang-e-dar
kaun guzra hai is rah se be-KHatar
aur un se pare
baadalon mein ghire
kohsaron ke phaile hue silsile
fasle fasle
ek tair ki parwaz-e-be-justuju
ek aawaz bhaTki hui ku-ba-ku
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.