buDha
har maañ apnī kokh se
apnā shauhar hī paidā kartī hai
maiñ bhī jab
apne kandhoñ par
būḌhe malbe ko Dho Dho kar
thak jā.ūñgā
apnī mahbūba ke
kañvāre garbh meñ
chhup kar so jā.ūñgā
har maañ apnī kokh se
apnā shauhar hī paidā kartī hai
har man apni kokh se
apna shauhar hi paida karti hai
main bhi jab
apne kandhon par
buDhe malbe ko Dho Dho kar
thak jaunga
apni mahbuba ke
kanware garbh mein
chhup kar so jaunga
har man apni kokh se
apna shauhar hi paida karti hai
- Book : Shaher Men Gaon (Pg. 100)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.