Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chand sunae jangal-nama

Mateen Achalpuri

chand sunae jangal-nama

Mateen Achalpuri

MORE BYMateen Achalpuri

    chāñd sunā.e jangal-nāma

    rang jamā.e jangal-nāma

    gaiñDā aayā hāthī aayā

    jangal har sāthī aayā

    sab ko bhaa.e jangal-nāma

    chāñd sunā.e jangal-nāma

    lomḌī duur kauḌī laa.ī

    hirnī dauḌī dauḌī aa.ī

    khīñch ke laa.e jangal-nāma

    chāñd sunā.e jangal-nāma

    chītā soch vaadī meñ gum

    rah rah kar hiltī jaa.e dum

    ḳhvāb dikhā.e jangal-nāma

    chāñd sunā.e jangal-nāma

    chand sunae jangal-nama

    rang jamae jangal-nama

    gainDa aaya hathi aaya

    jangal ka har sathi aaya

    sab ko bhae jangal-nama

    chand sunae jangal-nama

    lomDi dur ki kauDi lai

    hirni dauDi dauDi aai

    khinch ke lae jangal-nama

    chand sunae jangal-nama

    chita soch ki wadi mein gum

    rah rah kar hilti jae dum

    KHwab dikhae jangal-nama

    chand sunae jangal-nama

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now