Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chaDhawa

Badnam Nazar

chaDhawa

Badnam Nazar

MORE BYBadnam Nazar

    yaad ke samundar meñ

    jab koī jahāz aa kar

    soī soī lahroñ ko

    chīḳh kar jagātā hai

    duur sāhiloñ par kuchh

    saa.e jāne-pahchāne

    pur-sukūñ samundar ko

    apnī jaan tohfa

    de ke Duub jaate haiñ

    yaad ke samundar mein

    jab koi jahaz aa kar

    soi soi lahron ko

    chiKH kar jagata hai

    dur sahilon par kuchh

    sae jaane-pahchane

    pur-sukun samundar ko

    apni jaan ka tohfa

    de ke Dub jate hain

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now