Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chal niklo

Adil Mansuri

chal niklo

Adil Mansuri

MORE BYAdil Mansuri

    raah na dekho sūraj

    kal maiñ ne apne hāthoñ se

    us laash jalā.ī hai

    sub.h na hogī aur na ujālā phailegā

    raat hamesha raat rahegī

    raat tārīkī ko ġhanīmat jaan ke niklo chal niklo

    apne shikasta ḳhvāb ke TukḌe

    saath meñ le kar chal niklo

    raah na dekho sūraj

    rah na dekho suraj ki

    kal main ne apne hathon se

    us ki lash jalai hai

    subh na hogi aur na ujala phailega

    raat hamesha raat rahegi

    raat ki tariki ko ghanimat jaan ke niklo chal niklo

    apne shikasta KHwab ke TukDe

    sath mein le kar chal niklo

    rah na dekho suraj ki

    Source :
    • Book : Hashr ki subh darakhshaz ho (Pg. 105)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now