Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chalo hawa ke sath chalen

Ghalib Ahmad

chalo hawa ke sath chalen

Ghalib Ahmad

MORE BYGhalib Ahmad

    chalo havā ke saath chaleñ

    aur dekheñ ruḳh un logoñ

    jo ham se ruuTh ke baiThe haiñ

    aao un baat suneñ

    aur sun leñ shāyad apnī baat

    rakh kar un ke haath pe haath

    kabhī to dil baat suneñ

    aur raheñ ham un ke paas

    shāyad vo bhī hoñ udaas

    chalo havā ke saath chaleñ

    chalo hawa ke sath chalen

    aur dekhen ruKH un logon ka

    jo hum se ruTh ke baiThe hain

    aao un ki baat sunen

    aur sun len shayad apni baat

    rakh kar un ke hath pe hath

    kabhi to dil ki baat sunen

    aur rahen hum un ke pas

    shayad wo bhi hon udas

    chalo hawa ke sath chalen

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now