chand satren
ek machchhar kāġhaz pe likhī tahrīr kā ḳhuun chuus rahā hai
tum nahīñ dekhte
kaise koī machchhar ahl-e-mehnat kī jidd-o-jahd kā ḳhuun chuus kar apne harām-o-jūd kā muzāhira kartā hai
kar sako to karo
ye fazā itnī ta.affun kyuuñ hai
maiñ to har jagah Thahrā huā ġhalat ḳhuun dekh rahī huuñ
ek machchhar kaghaz pe likhi tahrir ka KHun chus raha hai
tum nahin dekhte
kaise koi machchhar ahl-e-mehnat ki jidd-o-jahd ka KHun chus kar apne haram-o-jud ka muzahira karta hai
kar sako to karo
ye faza itni taffun kyun hai
main to har jagah Thahra hua ghalat KHun dekh rahi hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.