clifton ki sair
zarā haT ke chalo
zarā bach ke chalo
ham dodging car meñ aate haiñ
aate jaate Takrāte haiñ
koī paas aayā to sambhal ga.e
ik dodge diyā aur nikal ga.e
kabhī aage aa ke dodge diyā
kabhī pīchhe jā ke dodge diyā
koī daa.eñ muḌ ke Thahar gayā
ghabrā.e to phir bhī ḳhushī huī
Takrā.e to phir bhī ḳhushī huī
zara haT ke chalo
zara bach ke chalo
hum dodging car mein aate hain
aate jate Takraate hain
koi pas aaya to sambhal gae
ek dodge diya aur nikal gae
kabhi aage aa ke dodge diya
kabhi pichhe ja ke dodge diya
koi daen muD ke Thahar gaya
ghabrae to phir bhi KHushi hui
Takrae to phir bhi KHushi hui
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.