Dal kitne rang boegi
kaun jaane Daal kitne rang bo.egī
par hamārī qabr hameñ botī nahīñ
varna gadā.ī ke taur par
kashkol aur raat meñ samjhauta ho chukā thā
ajal kī Dibiyā meñ ḳhvāhish band hai
saare mausam mujh se shurūa hote haiñ
zamīn dariyāoñ ke khoj lagāne ko chalī
maiñ apne rang kā ḳhayāl huuñ
aur marī huī huuñ
kaun jaane Dal kitne rang boegi
par hamari qabr hamein boti nahin
warna gadai ke taur par
kashkol aur raat mein samjhauta ho chuka tha
ajal ki Dibiya mein KHwahish band hai
sare mausam mujh se shurua hote hain
zamin dariyaon ke khoj lagane ko chali
main apne rang ka KHayal hun
aur mari hui hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.