Dar
jab bāzār gayā thā
to ichchhāoñ kā khet thā
āñkhoñ meñ
lahrātā huā sapnoñ kā samudr thā
bāzār se lauTā huuñ ab
to ghar-girhastī kī ichchhā
sapnā ban kar sāmne khaḌī hai
mujhe Dar hai mere pīchhe bāzār se lauTne vaalā
merā paḌosī
sapnā na ban jaa.e
jab bazar gaya tha
to ichchhaon ka khet tha
aankhon mein
lahraata hua sapnon ka samudr tha
bazar se lauTa hun ab
to ghar-girhasti ki ichchha
sapna ban kar samne khaDi hai
mujhe Dar hai mere pichhe bazar se lauTne wala
mera paDosi
sapna na ban jae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.