darshan
anokhā lāDlā khelan ko māñge chāñd
kaisī anokhī baat re
tan ke ghaav to bhar ga.e daatā
man kā ghaav nahīñ bhar paatā
jī kā haal samajh nahīñ aatā
kaisī anokhī baat re
anokhā lāDlā khelan ko māñge chāñd
pyaas bujhe kab ik darshan meñ
tan sulge bas ek lagan meñ
man bole rakh luuñ nainan meñ
kaisī anokhī baat re
anokhā lāDlā khelan ko māñge chāñd
anokha laDla khelan ko mange chand
kaisi anokhi baat re
tan ke ghaw to bhar gae data
man ka ghaw nahin bhar pata
ji ka haal samajh nahin aata
kaisi anokhi baat re
anokha laDla khelan ko mange chand
pyas bujhe kab ek darshan mein
tan sulge bas ek lagan mein
man bole rakh lun nainan mein
kaisi anokhi baat re
anokha laDla khelan ko mange chand
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.