Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dastak

MORE BYAasnath Kanwal

    dard ke gahre sannāTe meñ

    qariya-e-jāñ ke

    band kivāḌ pe dastak de kar

    halkī sargoshī kar ke

    koī to pūchhe

    ab tak zinda rahne vaalo

    hijr ke gahre sannāToñ meñ

    apne aap se bichhḌe logo

    kaise zinda rah lete ho

    dard ke gahre sannaTe mein

    qariya-e-jaan ke

    band kiwaD pe dastak de kar

    halki si sargoshi kar ke

    koi to puchhe

    ab tak zinda rahne walo

    hijr ke gahre sannaTon mein

    apne aap se bichhDe logo

    kaise zinda rah lete ho

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now