Dhalan
ret par sabt haiñ ye kis ke qadam
husn ko narm-ḳhirāmī kī qasam
sar-e-sāhil mirī taḳh.īl-e-javāñ guzrī hai
yā koī anjuman-e-gul-badanāñ guzrī hai
mauj ne naqsh-e-qadam chaaT liye
merī taḳh.īl ke par kaaT liye
log dariyāoñ ke anjām se Dar jaate haiñ
ab to raste bhī samundar meñ utar jaate haiñ
ret par sabt hain ye kis ke qadam
husn ko narm-KHirami ki qasam
sar-e-sahil meri taKHil-e-jawan guzri hai
ya koi anjuman-e-gul-badanan guzri hai
mauj ne naqsh-e-qadam chaT liye
meri taKHil ke par kaT liye
log dariyaon ke anjam se Dar jate hain
ab to raste bhi samundar mein utar jate hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.