Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dharti

Ghazanfar

dharti

Ghazanfar

MORE BYGhazanfar

    dhartī kitnī achchhī hai

    dhartī kitnī pyārī hai

    dhartī peḌ ugātī hai

    dhartī phuul khilātī hai

    dhartī rang banātī hai

    dhartī nuur luTātī hai

    dhartī kitnī achchhī hai

    dhartī kitnī pyārī hai

    dhartī sab ko paanī de

    chehra sab ko dhānī de

    sab ko josh javānī de

    ḳhuuñ meñ mast ravānī de

    dhartī kitnī achchhī hai

    dhartī kitnī pyārī hai

    dhartī Thor Thikāna de

    dhartī sab ko daana de

    mausam sabz suhānā de

    sukh ek ḳhazāna de

    dhartī kitnī achchhī hai

    dhartī kitnī pyārī hai

    dharti kitni achchhi hai

    dharti kitni pyari hai

    dharti peD ugati hai

    dharti phul khilati hai

    dharti rang banati hai

    dharti nur luTati hai

    dharti kitni achchhi hai

    dharti kitni pyari hai

    dharti sab ko pani de

    chehra sab ko dhani de

    sab ko josh jawani de

    KHun mein mast rawani de

    dharti kitni achchhi hai

    dharti kitni pyari hai

    dharti Thor Thikana de

    dharti sab ko dana de

    mausam sabz suhana de

    sukh ka ek KHazana de

    dharti kitni achchhi hai

    dharti kitni pyari hai

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now