dhund
vahm ke is jañgal se bāhar jaane ko
kabhī kabhī ek raah nazar to aatī hai
baḌhtā bhī huuñ us jānib thoḌā sā magar
shak kī dhund se
ainak ke shīshe dhuñdle ho jaate haiñ
sab raste kho jaate haiñ
wahm ke is jangal se bahar jaane ko
kabhi kabhi ek rah nazar to aati hai
baDhta bhi hun us jaanib thoDa sa magar
shak ki dhund se
ainak ke shishe dhundle ho jate hain
sab raste kho jate hain
- Book : Namak (Pg. 63)
- Author : Subodh Saaqi
- Publication : Arshia Publications (2016)
- Edition : 2016
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.