diwana
bagūla dekhnā hai nā
idhar aao
ki maiñ mānūs huuñ duniyā ke sahrāoñ se saare
ki naqsha khīñch sakta huuñ kisī bhī dasht kā maiñ
tumheñ kaisā bagūla dekhnā hai
ye sab kahte hue
vo ik rassī ko laTTū par lapeTe jā rahā thā
bagula dekhna hai na
idhar aao
ki main manus hun duniya ke sahraon se sare
ki naqsha khinch sakta hun kisi bhi dasht ka main
tumhein kaisa bagula dekhna hai
ye sab kahte hue
wo ek rassi ko laTTu par lapeTe ja raha tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.