Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

diwangi

Aslam Aazad

diwangi

Aslam Aazad

MORE BYAslam Aazad

    zindagī ek sahrā hai taptā huā

    jis meñ chalte hue

    anginat aable

    paañv meñ paḌ ga.e

    jism pighlā kiyā

    ruuh jaltī rahī

    phir bhī dīvāngī meñ qadam

    ham uThāte rahe

    ham sulagte rahe

    ham pighalte rahe

    aur

    chalte rahe

    zindagi ek sahra hai tapta hua

    jis mein chalte hue

    anginat aable

    panw mein paD gae

    jism pighla kiya

    ruh jalti rahi

    phir bhi diwangi mein qadam

    hum uThate rahe

    hum sulagte rahe

    hum pighalte rahe

    aur

    chalte rahe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now