diwar
ragoñ meñ naach rahā hai ik ātishīñ zahrāb
tirī talāsh faqat jism kā taqāzā hai
tirī talab ke jahannam meñ jal rahā hai badan
lahū pukārtā hai kyā sunā nahīñ tū ne
ki maiñ ne ruuh kī dīvār hī girā dī hai
ragon mein nach raha hai ek aatishin zahrab
teri talash faqat jism ka taqaza hai
teri talab ke jahannam mein jal raha hai badan
lahu pukarta hai kya suna nahin tu ne
ki main ne ruh ki diwar hi gira di hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.