dil dukhta hai
dil dikhtā hai
ābād gharoñ se duur kahīñ
jab banjar ban meñ aag jale
dil dukhtā hai
pardes kī bojhal rāhoñ meñ
jab shaam Dhale
dil dukhtā hai
jab raat kā qātil sannāTā
pur-haul fazā ke vahm liye
qadmoñ kī chaap ke saath chale
dil dukhtā hai
dil dikhta hai
aabaad gharon se dur kahin
jab banjar ban mein aag jale
dil dukhta hai
pardes ki bojhal rahon mein
jab sham Dhale
dil dukhta hai
jab raat ka qatil sannaTa
pur-haul faza ke wahm liye
qadmon ki chap ke sath chale
dil dukhta hai
- Book : Muntakhab Shahkar Nazmon Ka Album) (Pg. 495)
- Author : Munavvar Jameel
- Publication : Haji Haneef Printer Lahore (2000)
- Edition : 2000
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.