do-paya
do-pāya
koī nahīñ sochtā
ik din fanā
ho jā.egā
hamārā vajūd
zindagī hai to
jiinā hai
bilā-vaj.h be-sabab
kitnī hairān pareshān
kitnī be-nām be-jān
kabhī lagtī hai
jaise hote haiñ
chaupāya
ham bhī kahīñ
do-pāya to nahīñ
insān kī shakl meñ
do-paya
koi nahin sochta
ek din fana
ho jaega
hamara wajud
zindagi hai to
jina hai
bila-wajh be-sabab
kitni hairan pareshan
kitni be-nam be-jaan
kabhi lagti hai
jaise hote hain
chaupaya
hum bhi kahin
do-paya to nahin
insan ki shakl mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.