dua
gahrī raat meñ saa.e
saa.e zard ghaTā
sākit-o-jāmid
gahrā
niilā jañgal
sard havā meñ haath baḌhā
sard havā
siskiyāñ
ḳhushbū
alhaḌ jism dorāhe
sapnā ḳhuun bahā
qahr-o-ġhazab kī garm havā
mere ḳhudā
alhaḌ jism kā ḳhuun bahā
ḳhuun bahā
hāthoñ ko māyūs na kar
gahri raat mein sae
sae zard ghaTa
sakit-o-jamid
gahra
nila jangal
sard hawa mein hath baDha
sard hawa
siskiyan
KHushbu
alhaD jism dorahe
sapna KHun baha
qahr-o-ghazab ki garm hawa
mere KHuda
alhaD jism ka KHun baha
KHun baha
hathon ko mayus na kar
- Book : Harf hale (Pg. 31)
- Author : Aazam Khurshiid
- Publication : Lodhi Publishers
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.