Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dua

MORE BYIftikhar Arif

    ye jabr-e-māh-o-sāl meñ ghirī huī zamīñ mirī gavāh hai

    nashāt abad-kanār manziloñ meñ ek umr se maiñ un karīm aur jamīl sā.atoñ muntazir huuñ

    jin bāz-gasht se mire vajūd sadāqatoñ inkishāf ho

    ḳhudā kare bashārateñ sunāne vaale ḳhush-kalām tā.eroñ Toliyāñ

    ufuq se shāḳh-e-gul talak alāmat-e-visāl lakīreñ khīñch deñ

    lahū vus.atoñ inkishāf ho

    lahū azmatoñ inkishāf ho

    badan ke rāste vajūd sadāqatoñ inkishāf ho

    ye jabr-e-mah-o-sal mein ghiri hui zamin meri gawah hai

    nashat ki abad-kanar manzilon mein ek umr se main un karim aur jamil saaton ka muntazir hun

    jin ki baz-gasht se mere wajud ki sadaqaton ka inkishaf ho

    KHuda kare bashaaraten sunane wale KHush-kalam taeron ki Toliyan

    ufuq se shaKH-e-gul talak alamat-e-visal ki lakiren khinch den

    lahu ki wusaton ka inkishaf ho

    lahu ki azmaton ka inkishaf ho

    badan ke raste wajud ki sadaqaton ka inkishaf ho

    RECITATIONS

    Iftikhar Arif

    Iftikhar Arif,

    Iftikhar Arif

    dua Iftikhar Arif

    Source :
    • Book : Mahr-e-Do Neem (Pg. 155)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now