duniya kaise mujhko bhae
tan sukh kā ik sāgar chāhe
jis meñ ḳhuub nahā.e
man kī hai ye chanchal aashā
jo chāhe so paa.e
duniyā chain nagar ban jaa.e
tan bechain hai
man be-qābū
kaun unheñ samjhā.e
daas ġhulām kī aashā kaisī
janam janam mar jaa.e
man kī baat meñ kah nahīñ saktā
man-marzī se rah nahīñ saktā
kuchh nahīñ mere bas meñ
bas ghul ga.ī jīvan ras meñ
duniyā
kaise mujh ko bhaa.e
tan sukh ka ek sagar chahe
jis mein KHub nahae
man ki hai ye chanchal aasha
jo chahe so pae
duniya chain nagar ban jae
tan bechain hai
man be-qabu
kaun unhen samjhae
das ghulam ki aasha kaisi
janam janam mar jae
man ki baat mein kah nahin sakta
man-marzi se rah nahin sakta
kuchh nahin mere bas mein
bas ghul gai jiwan ras mein
duniya
kaise mujh ko bhae
- Naam-o-Nang
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.