Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ehsas

Mubeen Mirza

ehsas

Mubeen Mirza

MORE BYMubeen Mirza

    ḳhvāhishoñ manzil par

    hasratoñ ke raste meñ

    dilbarī ke parbat par

    vahshatoñ vaadī meñ

    be-ḳhudī ke sahrā meñ

    āgahī ke dariyā meñ

    vaqt ke jhamele meñ

    roz-o-shab ke rele meñ

    dil pe jo guzartī hai

    vo isī haqīqat

    inkishāf kartī hai

    har maqām-o-manzil par

    aadmī akelā hai

    KHwahishon ki manzil par

    hasraton ke raste mein

    dilbari ke parbat par

    wahshaton ki wadi mein

    be-KHudi ke sahra mein

    aagahi ke dariya mein

    waqt ke jhamele mein

    roz-o-shab ke rele mein

    dil pe jo guzarti hai

    wo isi haqiqat ka

    inkishaf karti hai

    har maqam-o-manzil par

    aadmi akela hai

    Source :
    • Book : Tabani (Pg. 103)
    • Author : Mubeen Mirza
    • Publication : Academy Bazyaft (2015)
    • Edition : 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now