ab bolo kahāñ chhupe ho
ab kholo bhī darvāza
andar aane do mujh ko
yā ḳhud hī bāhar aao
pyāse ko mat tarsāo
bas paanī kā ik qatra
in āñkhoñ ko kaafī hai
ye pyāsī āñkheñ merī
tum paanī kā sāgar ho
ab bolo kahāñ chhupe ho
ab kholo bhī darvāza
ab bolo kahan chhupe ho
ab kholo bhi darwaza
andar aane do mujh ko
ya KHud hi bahar aao
pyase ko mat tarsao
bas pani ka ek qatra
in aankhon ko kafi hai
ye pyasi aankhen meri
tum pani ka sagar ho
ab bolo kahan chhupe ho
ab kholo bhi darwaza
- Book : tanhaa.ii (Pg. 221)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.