hañso ki surḳh o garm ḳhuun phir safed ho gayā
hañso ki nuqta-e-umīd phir ḳhalā ke dā.ere meñ aaj qaid ho gayā
hañso ki dasht-e-ārzū meñ thak thakā ke sab bagūle so ga.e
hañso ki shahr zindagī kā be-fasīl ho gayā
hañso ki sāya-e-salīb phir tavīl ho gayā
hanso ki surKH o garm KHun phir safed ho gaya
hanso ki nuqta-e-umid phir KHala ke daere mein aaj qaid ho gaya
hanso ki dasht-e-arzu mein thak thaka ke sab bagule so gae
hanso ki shahr zindagi ka be-fasil ho gaya
hanso ki saya-e-salib phir tawil ho gaya
- Book : sooraj ko nikalta dekhoon (Pg. 254)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.